Ho saansein hamari, huzurr..
Hai ye do dhaari, huzur..
Ho saansein hamari, huzur..
Hai ye do dhaari, huzurr..
Haan intehaa saare hai qubool re,
Kar denge tufaano ko dhool re
Intehaa saare hai qubool re,
Phir chahe tufaan ho angaare ho,
Ya aandhi kya darna
Saansein hamari, huzurr..h uzurr..
Hai ye do dhaari, huzurr.. huzurr..
(Instrumental Break)
Haan dil kis rang se, leke thode rang re
Aasmaan ko rang de zara
Tu toh hai patang re, hawao ke sang re
Aasmaan ko rang de zara
Pedion mein chhupe hai jo, dabe hai jo sapne
Jalwe apne dikha ne ko, ruke hai woh sapne
Mitti ka leke teeka maang mein saza
Sine mein dhadkan ka woh dhol tu baza
Ho.. mitti ka leke teeka maang mein saza
Sine mein dhadkan ka woh dhol tu baza
Phir chahe tufaan ho angaare ho,
Ya aandhi kya darna
(Instrumental Break)
Jai Jagannath, Jai jagannath,
Jai jagannath, Jai jagannath
Ho saansein hamari, huzurr..
Hai ye do dhaari, huzur..
0 Comments