Ghor andhera
Kehta raha
Haar jaa
Ek sitaara
Mana nahi
Na daraa
Roshni ki
Ik boond pe
Zinda raha woh
Zinda raha woh
Zindagi ki
Kuch doriyon
Ko jakde hue
Kehta raha
Haq hai mujhe
Jalne ka
Haq hai mujhe
Jeene ka
Haq hai mera
Ambar pe
Leke rahunga
Haq mera
Leke rahunga
Haq mera
Karta hoon wada
Mere lahu ka
Katra abhi
Garm hai
Ek adhura
Mera abhi
Karm hai
Din mahine
Har saal ke
Ginta raha woh
Ginta raha woh
Hosale ki
Kuch tilliyo
Ko pakde hue
Kehta raha
Haq hai mujhe
Jalne ka
Haq hai mujhe
Jene ka
Haq hai mera
Amber pe
Leke rahunga
haq mera
Leke rahunga
haq mera
Karta hu wada
Main janta hu
Mujhe akhir
Ek na ek din
Marna hai
Per jab talak bhi jiyu
Ho jeena kesa
tey Karna hai
Mitti ki kaya me
Lohe ka hai irada
Haq hai mujhe
Jalne ka
Haq hai mujhe
Jeene ka
Haq hai mera
Ambar pe
Leke rahunga
Haq mera
Leke rahunga
Haq mera
Tu dekh lena
0 Comments