Koi aaye, yun samaye
Keh jaaye dil ki sau baatein
Pal mein mehke, pal mein behke
Haule se yeh pal kyun tham sa jaaye
Inn aankhon mein sapne badalne lage hai
Badalne laga yeh samaa
Yeh dil bhi armaan kyun jagane laga hai
Bhula ke yeh saara jahaan
Paas aaye, gun-gunaye
Kar jaye dil kayi vaade
Pal me mehke, pal me behke
Haule se yeh pal kyun tham sa jaaye
Jaanu, main naa jaanu
Behka-behka lage kyun yeh mausam
Maanu, ya naa maanu
Yeh jo kehta har pal Yun hi haske magan
Ab hone laga hai yeh dil to deewana
Labon pe khili hai hasee
Ab hone laga hai yeh pal bhi naya sa
Kyun lagti hai duniya nayi
Koi aaye, yun samaaye
Keh jaaye dil ki sau baatein
Pal mein mehke, pal mein behke
Haule se yeh pal kyun tham sa jaaye
Har pal, lagta hai kyun
Aisi dhun koi sunti hi jaaun
Jaane, anjaane mein
Ab to nagme woh saare main Sang-sang gaaun
In lamho me khoke yun jeene laga hoon
Ke mil hi gaye do jahaan
Inn raahon se aise guzarne laga hoon
Ke dhoondu main tere nishaan
Koi aaye, yun samaaye
Keh jaaye dil ki sau baatein
Pal mein mehke, pal mein behke
Haule se yeh pal kyun tham sa jaye
Koi aaye, yun samaaye
Hmm.. Hmm.. Hmm..
Pal mein mehke, pal mein behke
Hmm.. la la.. la la.. la la..
0 Comments