Haaye..aa.. Hum deep shiksha ke hai Jagmagaayenge.. Jagmagaayenge jag mein.. Jitne andhere bhi hai Hum mitaayenge.. Hum mitaayenge jag mein Hum deep shiksha ke hai Jagmagaayenge.. Jagmagaayenge jag mein Ho.. oo.. uu.. uu.. uu.. uu.. uu.. uu.. uu.. uu.. Pariwar hai saari duniya Shiksha ne hume bataya Jo bhi hai, apna hi hai woh Koi nahi hai paraya Dekho yeh dekho Deti hai sabko chaaya, sabko chaaya.. Sikhenge hum ekta.. ekta hi.. Ekta hi sikhaayenge jag mein [Hum deep shiksha ke hai Jagmagaayenge jag mein] (x2) (Hum deep shiksha ke hai Jagmaagayenge jag mein) Shiksha ke leke.. saare ujaale.. Kal har disha mein, Tum ho jaane wale Kal tum hi hoge, Jag ko sambhaale Tayyari uski karo Hum aaj ki betiyaan hai Hum aaj ke bete saare Parvat bhi naa rok paaye Hum hai woh majbut dhaaye Kathinaiyon mein bhi Honge poore iraade hamare (hamare hamare hamare hamare ) Sabke liye ho.. jo sukh jo khushi.. Hum bulayenge, hum bulayenge.. jag mein Ho.. uu.. uu.. Hum deep shiksha ke hai Jagmagaayenge.. Jagmagaayenge jag mein.. Jitne andhere bhi hai Hum mitaayenge, hum mitaayenge Jag mein..
0 Comments