Mutthi hai choti
Pana hai sara
Isse kam me na
Karna guzara
Hum kya jane
Kya hai andhera
Aankho me rakkhe
Hum apna savera
Khari ret ke khet me
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero me sajaye
Khari ret ke khet me
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero me sajaye
Hoo jeene se bhi jyada
Jiyee
Udhano se bhi aage
Udhee
Khwahishey aasmani
Zinda hai
Umeed to fikar kya
Hoo jeene se bhi jyada
Jiyee
Udhano se bhi aage
Udhee
Khwahishey aasmani
Zinda hai
Umeed to fikar kya
Re thak kar kyu bhala hum tham jaye
Chlo na thoda hoslo ko smjhaye
Hoo aandhiyo se shart lgaye
Ke zindagi ki aankh se aankh
Milaye
Jaye manzilo se lipat kar
Aaye
Khari ret ke khet me
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero me sajaye
Hoo jeene se bhi jyada
Jiyee
Udhano se bhi aage
Udhee
Khwahishey aasmani
Zinda hai
Umeed to fikar kya
In kadmo ne jeet li hai sab
Rahe
Bahoo ne thami aasman ki
Bahee
Chlo ji khushiyo ke ghar ho
Aaye
Ke kona kona muskano se
Sajaye
Khwabo ki annkho ko dhanak
Pehnaye
Khari ret ke khet me
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero me sajaye
Hoo jeene se bhi jyada
Jiyee
Udhano se bhi aage
Udhee
Khwahishey aasmani
Zinda hai
Umeed to fikar kya
0 Comments