Ishq ki baarish hai yeh
Ishq ki baarish hai yeh
Ishq mein bheege aaj
Aaja mere yaar, aaja mere yaar
Ishq ke rang mein mausam
Ishq ke rang mein mausam
Ishq mein beda paar
Aaja mere yaar, aaja mere yaar
Aaja mere yaar, aaja mere yaar
Mujhe teri baaton mein aana nahi
Kisi se kabhi dil lagana nahi
Pata jis gali ka pata hi naa ho
Mujhe us gali mein toh jaana nahi
Ishq mein dhoka laage
Ishq mein dhoka laage
Ishq se hai inkaar
Mere sarkar, mere sarkar
Mere sarkar, mere sarkar
Tan hi nahi mera man bhi geela geela
Yeh mausam lagta hai kitna nasheela
Tu deewani tujhko hosh naa tera
Main hoon pareshan ab kya hoga mera
Hone de jo bhi ho
Hone de jo bhi ho
Kar naa fikar bekar
Aaja mere yaar, aaja mere yaar
Aaja mere yaar, aaja mere yaar
Maine kis mushkil mein jaan phasayi
Mere peeche meri musibat aayi
Aisa dilkash mauka naa aayega
Haath malega baad mein pachtayega
Pyaar mohabbat se naa
Pyaar mohabbat se naa
Mera koi darkaar
Mere sarkar, mere sarkar
Mere sarkar, mere sarkar
Ishq ki baarish hai yeh
Ishq ki baarish hai yeh
Ishq mein bheege aaj
Aaja mere yaar, aaja mere yaar
Aaja mere yaar, aaja mere yaar
0 Comments