Fiza ye khiza, badal jayegi
Ye mouj e fanna bikhar jayegi
Fiza ye khiza, badal jayegi
Ye mouj e fanna bikhar jayegi
Kasish e magar ye dil se kabhi
Chahe bhi to na nikal payegi
Ae khatir tere nichavar mere
Ye dono Jahan hai yaar mere
Tu aa sath baat le
Har gum har kushi
Aesi hai teri dosti
Hai gardish bhi
Jismain haseen
Is farsh se us arsh tak
Hai bas tera mera zikar hi (2X)
Sath mere tu jab bhi chala
Hota gaya kam har faasla
Sath mere tu jab bhi chala
Hota gaya kam har faasla
Sochu kabhi agar tu na hota
Ae yar mere mera kya hota
Sath the hum rahe sath hi
Hai fariyaad jajbaat ki
Ye Aesi hai teri dosti
Na jismain hai ranjis koi
Jab yaaron ka ho karva
Manzil ki tab fikar hi nahi (2X)
1 Comments
0piejuXtote-1981 Corey Walker click
ReplyDeleteasimfreesbuc