Tararampam Chala - Love Day (2016)

Tararampam chala Jab kafila 
zameen hil gayi aasmaan khul gaya
Tararampam chala Jab kafila 
zameen hil gayi aasmaan khul gaya
hawa ke paro par udhte chlen
are ban ke yahan wahan titliyan
to bach ke zara rehna yara
 shetani ka ye hai  pitara
ye sukhe main bhi doobote hai kasti
 
hai aesi hai ye dosti
Jahan tapki  wahan masti
ye ladte bhi hain jhagadte bhi hain
dikhte magar har pal sath hi (2X)

Post a Comment

0 Comments