Laal rang - from Force 2 (2016)

Ek baat samajh main nahi aati
Acche log kyu marte hain
Accho ke sath bura kyu hota hai
Rone wala kyu hasta hai 
Hasne wala kyu rota hai
Seh liya bohot seh liya
Khamoshiyon main bohot reh liya
Ab dil ka shoor sun 
erade kuch or sun 

Apni fitrat hai junooni
Ziddi hai zid ka nasha hai
Teri aukaat hai kitni ye to bs humko pata hai
tune jo khel hai khela
ismain tu hi harega
humko tu kanch samajh ke
kabkat patthar marega
 
rag rag main khoul raha hai sun le tu bol raha hai
ye to hoke malag ve

rang laal laal, rang laal laal, rang laal laal (X3)

desh badal gaya
sab kuch badal gaya
ek thappad maroge
to soo thappad marenge
aakh utha ke dekhoge
todh denge foodh denge
ye mera wada hai 
hamari force ka wada

aahan, apni har goli pe
tera hi naam likha hai
ab na chukega neesana
hamne ye than liya hai
jhukna humko nahi aata
na karten hain gaddari
rakh denge phookh ke 
tujhko karli humne taiyaari yeh!

rag rag main khoul raha hai sun le tu bol raha hai
ye to hoke malag ve

rang laal laal, rang laal laal, rang laal laal (X3)

force ek zid hai, ek jazba hai, junoon hai, ek rutba hai
force bagavat hai, ek pagalpan hai, sahadut hai, ek deewangi hai
force ek awaaz hai, teri awaaz hai, meri awaaz, hum sab ki awaaz
120 crore ek sath mil ke chillaye to puri duniya ko sunna hi padega
To chillao..

Post a Comment

0 Comments