Main Rahoon Ya Na Rahoon - (Song) from (2016)

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna

[Bas itna hai tumse kehna] (x4)

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna

[Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon] (x2)

Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sada sunte rehna

[Bas itna hai tumse kehna] (x4)

Hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi

[Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe] (x2)

Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna

[Bas itna hai tumse kehna] (x4)

Hmm..

Bas itna hai tumse kehna (x4)

Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna..

Post a Comment

0 Comments