Zindagi - from Final Cut of Director (2016)


Zindagi dard ka sehera hi nahi
Zindagi kushiyon ka dariya bhi hai
Zindagi ka kareeb se dekho
Zindagi pyar ka jalsa bhi hai

Ek pal hai gum ka, Ek pal kushi ka
Har ghadi badal ta, rang zindagi ka
Ek pal hai gum ka, Ek pal kushi ka
Har ghadi badal ta, rang zindagi ka

muskura ke aansuon ko pee le

jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le (X2)

Ek pal hai gum ka, Ek pal kushi ka
Har ghadi badal ta, rang zindagi ka

muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le

khilti hai kaliyan bhi kanton main palke
milti hain manzil bhi kadmon se chal ke
khilti hai kaliyan bhi kanton main palke
milti hain manzil bhi kadmon se chal ke

dard ki panohon main hi rehta hai sukoon
muskilon ko aasaan krdega teri junoon 

muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le

jata hai andhera tab aati roshni
ek naya savera hai lati roshni
jata hai andhera tab aati roshni
ek naya savera hai lati roshni

chand ke maathe par bhi halka daag hai
 aaftaab ke seene jalti aag hai

muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le (X2)

Post a Comment

0 Comments