Lamhon Ke Rasgulle - from Kahaani 2 (2016)

Kya pata hai kal ka 
Jo bhi hai bas aaj hai
Masvara ye sun le
Khushiyon ka yahi raaz hai

Aada pona mat kar pura maza kar le
Abe dil takkluf na kar pagle
PhIr nahi milenge 
Sare muh main bhar le

Lamhon ke rasgulle
Lazeez meethe meethe
Lamhon ke rasgulle
Free main hai khareede

Chodo badhamajuri
Aaj aish ka mizaj hai
Dopeher ki chapki
Har marz ka ilaaj hai

Bhar peth fursat ka swaad chakh le
Abe dil takkluf na kar pagle
Phir nahi milenge 
Sare muh main bhar le

Lamhon ke rasgulle
Lazeez meethe meethe
Lamhon ke rasgulle
Free main hai khareede


Do you know what’s on my mind
Coz I feel it all the time
Everyday live in the game of life

If you wanna go my way
Gotta getup and seize the day
Just believing every things. Ok

Ohh everybody take a minute
Are you felling all right
Can be wrong but it feels right
When you in the game of life

Aada pona mat kar pura maza kar le
Abe dil takkluf na kar pagle
Phir nahi milenge 
Sare muh main bhar le

Lamhon ke rasgulle
Lazeez meethe meethe
Lamhon ke rasgulle
Free main hai khareede

Lamhon ke rasgulle
Lazeez meethe meethe
Lamhon ke rasgulle
Free main hai khareede

Lamhon ke rasgulle
Lazeez meethe meethe
Lamhon ke rasgulle
Free main hai khareede

Lamhon ke rasgulle
Lazeez meethe meethe
Lamhon ke rasgulle
Free main hai khareede

Post a Comment

0 Comments